Thursday, May 11, 2006

Mirza Ghalib as Software engineer.

Mirza Ghalib as Software engineer from daffer ....






mere... Company kee ladkiyaan sunder hain Aur lonely hain...

Problem ye hai ki bus voh READ-ONLY hain...



Shayad mere pyar ko taste Karna bhool gaye...

Dil sey aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gaye..



Tumhare samne hain itney items Kabhi hame bhi pick karo...

Hamare pyar ke ICON pe Kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo...


Roz subha hum karte hai Itne pyar se unhe good morning...

Woh humhe ghoor kar dekhte hain Jaise 0 ERRORS but 5 WARNINGS...


Ho gayi galti humse, Click ho gayamouse

Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!



Tumse mila main kal to, Mere dil mein hua ek sound,

Lekin aaj tum mili To kehti ho: Your file not found!



Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"

Tum ho meri zindagi ki animated gif


Aysa bhi nahin hai ke, I don't likeyour face

Par dil ke computer mein, Nahin hai enough disk space



Ghar se nikalti ho tum jab, Pehen ke evening gown

Too many requests se, Ho jaata hai server down


Tumhaare liye pyaar ki application, Create main karoonga

Tum usse debug karna, Wait main karoonga


Tumhaara intezaar karte karte, Mainso gaya

Yeh dekho mera connection, Time out ho gaya



Kya chaal hai tumhaari, Jaise chalti hai koi cat

What is your ICQ number, Aao karein chat


Tum jabse meri zindagi, mein aayi ho banke female,

Yaad raha na ab kuch, Na postman , Na e-Mail



Joh sadiyaon se hota aaya hai Woh repeat kar doonga...

Tu naa mili to tujhko dil sey Ctrl+Alt+Delete kar doonga...

Humse Kya Khata Hui Ki message Aanna Band Hai.......

Aap hi humse naraz hain ya Web Server band hai.......


Badli hai duniya , kuchch mein bhi badal gayahoon

Pahle bekaar tha ab S/W Programmer ban gayahoon



Project extend ho gayato kya ho jaata hai?

Are Tankha milti hai aur timepass ho jata hai..


teri yaad me sanam raat bhar humne to wine piya

kabhi offline to kabhi online piya

Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai

Laila ghar mein aur majnoo project testing kar rahe hote hai

No comments: